Marhaba Mah e Sayyam sd Marhaba Mah e Sayyam
Honay lga hay ab shab bhar rahmtun ka qayyam
Bharnay lgay neikiun say damun honay lga qayyam
Marhaba Mah e Sayyam sd Marhaba Mah e Sayyam
Kufr o Shirk main doba tha ye sara jahan
Pshmurda dil thay sab na mukammal tha emaan
Marhaba Mah e Sayyam sd Marhaba Mah e Sayyam
Khuadaya Aarzoo itni si hay Noor e Akhter ki ab
jab niklay dam samnay ho Kabba or ho mah e Sayyam
0 Comments