Imam Ghazali also known as Al-Ghazali(450-505 AH) was one of the most prominent and influential philosophers, theologians, jurists, and mystics of Islam. He wrote on a wide range of topics including jurisprudence, theology, mysticism and philosophy. He was also involved in Sufi practices from an early age. Being recognized by Nizam al-Mulk, the wazir of the Seljuq Sultans, he was appointed head of the Nizamiyyah College at Baghdad in ah 484/ad 1091. Here are some “Imam Ghazali Quotes”.
Imam Ghazali Quotes in Urdu:-
Dawat kabool karny mein ameer aur ghareeb ka farq mat kar. Aur raah duur hony ki waja sy dawat rad na kar.
Imam Ghazali Quotes 2 in Urdu:-
Orat ki bdkhalki par sabar karny wala Hazrat Ayyub(R.A) k sabar jitna swab paye ga.
Imam Ghazali Quotes No 3 in Urdu:-
Meiny logo chezon par bharosa chor kar ALLAH par twakkal aur bharoosa kar lia ha. Aur jo ALLAH par bharosa kar leta hai toh ALLAH phir us banday k liye kaafi ho jata hai.
Imam Ghazali Quotes No 4 in Urdu:-
Apny muamlat sy hoshiar or chokanna rehna. Aur soch samajh kar kam karna sadat ki kunji hai.
Imam Ghazali Quotes No 5 in Urdu:-
Kisi ki pehchan ilam sy nahi hoti amal sy hoti hai. Ku k ilam to iblees k pas bhi bohat that lekin wo adab sy mehroom tha.
Imam Ghazali Quotes No 6 in Urdu:-
Beshak gunnah karny sy dil kala ho jata hai. Aur dil ki siahi ki alamat yeh hai keh gunaho sy ghabrahat nahi hoti. Aur naseehat asar nahi karti.
0 Comments